what is different between real and fake id
what is different between real and fake id Hangi tu yh hain woh baten 1. Profile Photo Look Agar kisi id par ek hi photo laga ho ya fir wo copyright ho to wo facebook account fake ho sakta hai. kyuki koi bhi fake id chalane wala apni asli photo accont par nahi lagayega. 2. Timeline overview id ka timeline check kare. uske photo, status, comments sab check kare. agar us id par faltu ke comment, photos, status ho, or wo user lambe samay se beech beech me online nahi rahta ho to wo fake id ho sakti hai. 3. Recent activities uski recent activities check kare. agar usne koi facebook page like nahi kiya ho or na hi koi group join kar rakha ho to wo fake id ho sakta hai. 4. Many Friends (maximum list) agar uske bahut sare dost ho to wo bhi fake id hota hai. kyuki koi fake id hi anjaan logo se dosti kar sakta hai. or wo id sirf bevkoof banane ke liye use hoti hai. 5. Information uski id ki info check karo. agar us par puri jankari na ho, jaise school addre...